Hajj aur Umrah Zindagi mein Ek baar Farz hain
KITAB: HAJJ WA UMRAH AUR ZIYARAT KE MASAIL KI TAHQEEQ AUR WAZAHAT KITAB O SUNNAT KI ROSHNI MEIN
TALEEF: ALLAMA SHAYKH ABDUL AZEEZ BIN ABDULLAH BIN BAZ RAHIMAHULLAH
Tarjuma: Shaykh Mukhtar Ahmad Nadwi
Taba’at wa Isha’at: Wazarat Islami Umoor wa Awqaf wa Dawat wa Irshad; Mamalakat Saudi Arab
Hajj aur Umrah zindagi mein sirf ek martaba Farz hain, jaisa ke Hadees Saheeh mein Rasool Allah Sallalahu Alayhi Wasallam ka irshad hai:
“Hajj ek martaba Farz hai us se zyadah ho toh Nafl hai.”
(Musnad Ahmad: 1/291)
Albatta Nafli Hajj aur Umrah kashrat se karna masnoon hai, jaisa ke Saheehayn mein Abu Hurairah RadhiAllahu Anhu ki is riwayat se sabit hai ke Rasool Allah Sallalahu Alayhi Wasallam ne farmaya:
“Ek Umrah ke baad doosra Umrah karna darmiyan ki khata’on ke liye kaffarah hai aur Hajj-e-Mabroor ka sawab Jannat ke siwa kuchh nahin.”
(Bukhari: 1/238; Muslim: 1/436)
Previous Posts:
- HAJJ AUR UMRAH KE WUJOOB AUR DALAIL KA BAYAN
https://allahisenoughforme123.wordpress.com/2016/07/28/hajj-aur-umrah-ke-wujoob-aur-dalail-ka-bayan/
- HAJJ KE LIYE JALDI KARNA
https://allahisenoughforme123.wordpress.com/2016/07/28/hajj-ke-liye-jaldi-karna/
[…] https://allahisenoughforme123.wordpress.com/2016/08/10/hajj-aur-umrah-zindagi-mein-ek-baar-farz-hain… […]
LikeLike
[…] https://allahisenoughforme123.wordpress.com/2016/08/10/hajj-aur-umrah-zindagi-mein-ek-baar-farz-hain… […]
LikeLike